About Me

- Mudassir Rizwan
- Patna, Bihar, India
- Born and brought up in Shillong, Meghalaya.
Thursday, April 22, 2010
Tuesday, April 20, 2010
Dard minnat kash e dawa na hua
Dard minnat kash e dawa na hua,
Main na acha hua, bura na hua !
Jama karte ho kyon raqeebon ko,
Ek tamasha hua, gila na hua !
Hum kahan qismat aazmane jayein,
Tu hi jab khanjar aazma na hua !
Kitne sheerein hain tere lab ke raqeeb,
Gaaliyan kha ke be maza na hua !
Hai khabar garm un ke aane ki,
Aaj hi ghar mei boriya na hua !
Kia wo namrood ki khudai thi,
Bandagi mein mira bhala na hua !
Jan di, di hui usi ki thi,
Haq to yun hai ke haq ada na hua !
Zakhm gar dab gaya, lahu na thama,
Kam gar ruk gaya, rawaa na hua !
Kuch to parhiye ke log kehte hain,
Aa Ghalib ghazal sara na hua !!
-Mirza Ghalib-
Main na acha hua, bura na hua !
Jama karte ho kyon raqeebon ko,
Ek tamasha hua, gila na hua !
Hum kahan qismat aazmane jayein,
Tu hi jab khanjar aazma na hua !
Kitne sheerein hain tere lab ke raqeeb,
Gaaliyan kha ke be maza na hua !
Hai khabar garm un ke aane ki,
Aaj hi ghar mei boriya na hua !
Kia wo namrood ki khudai thi,
Bandagi mein mira bhala na hua !
Jan di, di hui usi ki thi,
Haq to yun hai ke haq ada na hua !
Zakhm gar dab gaya, lahu na thama,
Kam gar ruk gaya, rawaa na hua !
Kuch to parhiye ke log kehte hain,
Aa Ghalib ghazal sara na hua !!
-Mirza Ghalib-
Friday, April 9, 2010
Thursday, April 8, 2010
Taqaten Tumhari Hain Aur Khuda ----
Taqaten Tumhari Hain Aur Khuda Hamara Hai---
Aks Per Na Itrao, Aayeena Hamara Hai---
Tune Bhi Sanwari hai Humne bhi Sanwari Hai---
Ye Zamin Tumhari Hai Ye Zameen Hamari Hai---
Aks Per Na Itrao, Aayeena Hamara Hai---
Tune Bhi Sanwari hai Humne bhi Sanwari Hai---
Ye Zamin Tumhari Hai Ye Zameen Hamari Hai---
Subscribe to:
Posts (Atom)